Taraaz - Aaye kyun • correction
viewed 976 times
transcription
punjabi
Aaye kyun teri yaad teri yaad
tere jane ke baad jane
kyun main huwa tanha
na mila tera saath
aaye kyun teri yaad teri yaad
tere jane ke baad
Rasta koi ab milta nahin hooo... ooo
Hokay juda koi milta nahin
Aaye kyun teri yaad teri yaad
tere jane ke baad
Kho kar tujhe main
ab yun jee raha hoon hooo... ooo
Zinda hoon aisay
Jaisay main mar raha hoon
Yeh rasta mera, Yeh manzil meri
Yeh raahien meri kho gayee ab kahan
Aaye kyun teri yaad teri yaad
tere jane ke baad
Aaye kyun teri yaad teri yaad
tere jane ke baad
jane kyun main huwa tanha